Monthly Archives: September 2008

Success

A new dream each day, A new milestone set my way, Couldn’t resist the call of passion … I had to move further on! Didn’t be set to leave you behind, But I couldn’t find you around! I turned behind … Continue reading

Posted in POETRY | Tagged , , , , , | 4 Comments

Jhalak

Nami aankhon mein hoti hai…. Jab kami tumhari mehsoos hoti hai! Bheed mein ho jatein hai hum tanhaa… Yaad tumhari kuch is tarah aati hai! Us pal mein hum zinda na the… Jis mein tumhein na socha! Dharti thami thi … Continue reading

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , , , , | 2 Comments

Hum akele!

Hum akeele the.. par tanha nahi! Saaya tha… Par roshni nahi! Manzil ki talash mein jo nikle the hum…. Saath kisi ka kaha tha zaroori! Par jab hasil kiya manzar ko, Toh na rahe saath…. Dushman bhi hamare!

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , | Leave a comment

Guzaarish!

Guzaarish thi humari unse… Ki kabhi toh humse mil le! Umr kat gayi unke intezaar mein, Par ankhein  ab bhi bichein hai raste par! Woh aaye nahi is baat ka gham nahi humein… Agar dukh hai us majboori par, Jisne … Continue reading

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , | Leave a comment

Let me fly!

May be I’m too young to step out & explore the world around, But how am’I to know my limits… Until You don’t let me fly! The place I wish to flee may be unknown,strange But let me discover it … Continue reading

Posted in EXPRESSION | Tagged , , , , , , | 2 Comments

WHY THEATRE?!

Theatre to me is one of the most creative, challenging & realistic field in the category of performing arts. It is one of the oldest medium of entertainment. Portraying comedy to romance, social messages to tragedies in personal life. It … Continue reading

Posted in THEATRE | Tagged , , , , , , | 6 Comments

Woh aaye toh….

Woh aaye hai toh…. Diye ab jalne lage! Mehfil viraani thi… Kaliyaa ab khilne lage! Kehne ko toh hum saans liya kartein the… Par yeh ab hai ki…. Dhadkanein humari jeene lage!

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , , | Leave a comment

Sila

Unhein humari yaad tak nahi aati, Aur hum unhein bhula nahi paatein! Har saans mein unki khushboo basi hai, Har aah mein unhika ehsaas! Tanhaayi mein bhi hota hai mehsoos unka saath! Rehjaati hai dhadkanein adhoori…. Jo na lein unka … Continue reading

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , | Leave a comment

Sifar!

Saazish thi zindagi ki… Hum par har khushi lutane ki! Par kaise hota humein manzoor woh saza, Bin aapke Sifar mein jeene ki!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , | Leave a comment

Shikva!

Kasoor  unka nahi, Waqt ka tha Saath unhoone nahi, Un haalathoone choodi thi! Woh bewafa nahi, Majboor the! Kartein woh bhi kya bhala?! Jab hatoon mein unke zanjeer the! Jab gunaah unka tha hi nahi… Toh hum unse shikva kyun … Continue reading

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , , , | Leave a comment