Tag Archives: intezaar

Saath

Tanhaayi se hum kabhi shikaayat na kartein….. Agar saath unke ,Kuch pal na bitaatein!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , | Leave a comment

Yaadein

Kuch lamhein bitaaye the unke saath, Jurm shaayad yahi tha! Ki abb unhi lamhoon se , Milne lagi hai…… yadoon ki saza!

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , , , , , , | 1 Comment

Lambi raatein….

Bin aapke …. Rattein yun lambi kyun hai ! Aur jo ho aap kareeb humare, Savere ko ubharne ki jaldi kyun hai?!

Posted in SHAAYRI, Uncategorized | Tagged , , , , , , , , , , , , , | Leave a comment

Raina

Raina na kat ti hai unki yaad mein, Savera bhi so gaya hai gehri neend mein… Jagaatein rahe hum us suraj ko … Chaand se vinti kartein rahe dhal jane ko, Taroon se kaha kuch der chup jao , Mushqilein … Continue reading

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , , , , , , , , , , , | 4 Comments

Bejaan

Di unhonein chot itni humein…. Jaise the hum bejaan ! Magar pathar ko bhi lagti hai chot , Baat yeh, woh jaan na paye!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , | Leave a comment

Intezaar

Kisika itna tha intezaar , Ki rastein par hi thehar gaye ! Woh aayenge is umeed mein , Hum bhi ghar na gaye!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , | Leave a comment

Keh dete

Saath na chal paye, toh gila nahi Sang toh humasha rahe! Pyaar ka izhaar labzoon se na kiya … Magar isharoon ki kami kabhi na rahi! Par agar keh dete ek baar bhi, Toh zindagi kuch aur rangeen ban jata! … Continue reading

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , , , , , , , , , , , | 2 Comments

Tukdein

Khel kar aag se… Jalne se koi kaise bache ?! Aur karke ishq… Koi dil ke tukde kaise na sametein ?!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , , , , , , , , , , , | Leave a comment

Qayaamat

Kehte hai qayaamat woh cheez hai… Jo bahe… toh, roke na ruke! Aansoo humare bhi unse kum nahi…. Behne lage toh samandar sukhe!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , | Leave a comment

Kismat!

Woh khushi kaisi khushi humare liye, Jisme shyaamil woh na ho! Woh ghadiyaan jisme woh sath na the, Humari zindagi ka hissa nahi! Tarse hai hum unke pyaar ke liye jub…. Woh waqt qayaamat se badhkar rahi! Jo ishq kiya … Continue reading

Posted in Uncategorized | Tagged , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , | 5 Comments