Monthly Archives: November 2008

Sahara

Kaha zamane ne humse, “Bhulado use!” ” Ayenge tumhare kal mein, aur bhi saverein!” Ho shyaad aisa hi…. Ghatenge baadal, chaayegi roshni! Andhere ka hoga ant kahi! Magar bhulakar unhein, Hum kaha honge… Dekhne woh baharein! Jo woh na rahein yaad… … Continue reading

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , , , , | 2 Comments

Muhobbat

Na Chahat thi , na guzaarish, Na shikve, shikaayat! Muhobbat ki thi woh rahein, Jannat thi manzil! Kauf bhi ghabra jaye… Thi woh himmat! Bas chalna tha humein, Aage hum badtein rahein! Kaantein thi ya gulshan, Khabar hum na rakhne … Continue reading

Posted in HINDI POETRY | Tagged , , , , , , , , , , , , , , | Leave a comment

Mausam

Phir na hui woh shyaam, Phir na aayi ruth, Phir na chaya woh sama, Jo tum gaye…. Gaya woh bahaar umr ka! Jo tum na laute…. Lauta na mausam pyaar ka!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , , , , , | Leave a comment

Jiya humne…..

Aap saath the jub, Jiya humne sirf tab tha! Kehne ko toh hum saans lete hai, Dil dhadak ta hai har baar, Magar jinda hone ka yakeen hota hai humein, Sirf tab, jab hote hai aap humare nazdeek har baar!

Posted in SHAAYRI | Tagged , , , , , , , , , , , , , | 2 Comments